by AyeshaKhan
Suna Hai Khamoshiyo Ki Zuban Nahi Hoti lekin Meri Khamoshi Bezuban Nahi HaiJis Tarah Ek Khamosh Samundar Apne Andar Tufaan Lekar Rehta Hai ,Kuch Aesi Hi Hai Ye meri Khamoshi
by Anaya_Malik_3846
Baz rishte khoon se Nahin khamoshi se bandhte Hain. Baz talukat ka bojh sadiyon ke razon se bhari hota hai Kahani Vahi hoti hai jo sirf alfaaz mein Nahin khamoshiyon mein bhi sans leti ho yah Kahani hai do duniyaon ki hidaya jise Goya jameen se katkar banaya Gaya hai jis ka mahel (qasr e hidaya) apne andr ek berahm sakoot chupy howe ha doosri janib khanzada haweli jis ke deewaron main rawayat ke khushboo basi ha UMER SOMRO ...Taqt aur himat ka nishan hidaya ka mzboot hakim Berik ke khufya tanzee…
by AyeshaKhan
Wo Ek Bahot Ajeeb Insan Tha ,mai Use Aaj Tak Samajh Nahi Paayi ,Uski Wo Khamosh Nazre Na jane kya Kehna Chahti Thi mujhse